Introduction:
Blog ya website bnane ke bad sub se pehla kam hota hai uss ko google search engine mein add karna jis ka method mai pehle apni aik post mein bata chuka hoo lekin blog ya website ko google search console mein add karna uss se bhi zarori hota.Iss post mein apko bataya jaye ga keh google search console kya hai aur iss ko blog ya website mein kese add kia jata hai.
Google Search Console Kya Hai Aur Kyo Zarori Hai:
Google search console google ki aik free service hai jis mein hamari blog ka all data mojood hota hai.Iss ki madad se hum apni blog ke data ko control kar sakte hein jis ki waja se blog ya website ko iss mein add karna buhat hi zarori hota hai.
Blog/Website Ko Google Seach Console Mein Kese Add Karte Hein:
1.Sub se pehle to Google Search Console ko open karein aur apni gmail id login kar lein
2.Jub login ho jaye to Add a property waale option ko click kar ke box mein apni site write kar ke Add ko click kar dein
3.Iss ke bad kuch options show hoo ge keh kis method se ap apni site verify karna chahte hein ap yaha html tag wala option select karein
4.Html tag pe click karne se apko aik code dya jaye ga jo hum ne apni site ki template mein add karna so iss code ko copy kar lein
5.Code copy karne ke bad blogger pe ja ke template ko select kar ke edit html ko press karein
6.Ab yha pe Cntrl f press kre jis se right side mein search box show ho ga uss mein ye code
search karein aur uss ke uper wo code paste kre jo hum ne copy kia thaBlog ya website bnane ke bad sub se pehla kam hota hai uss ko google search engine mein add karna jis ka method mai pehle apni aik post mein bata chuka hoo lekin blog ya website ko google search console mein add karna uss se bhi zarori hota.Iss post mein apko bataya jaye ga keh google search console kya hai aur iss ko blog ya website mein kese add kia jata hai.
Google Search Console Kya Hai Aur Kyo Zarori Hai:
Google search console google ki aik free service hai jis mein hamari blog ka all data mojood hota hai.Iss ki madad se hum apni blog ke data ko control kar sakte hein jis ki waja se blog ya website ko iss mein add karna buhat hi zarori hota hai.
Blog/Website Ko Google Seach Console Mein Kese Add Karte Hein:
1.Sub se pehle to Google Search Console ko open karein aur apni gmail id login kar lein
2.Jub login ho jaye to Add a property waale option ko click kar ke box mein apni site write kar ke Add ko click kar dein
4.Html tag pe click karne se apko aik code dya jaye ga jo hum ne apni site ki template mein add karna so iss code ko copy kar lein
5.Code copy karne ke bad blogger pe ja ke template ko select kar ke edit html ko press karein
6.Ab yha pe Cntrl f press kre jis se right side mein search box show ho ga uss mein ye code
So friends post ko apne friends ke sath zaror share kre aur comment mein apna feedback bhi lazmi dein.
No comments:
Post a Comment
Comment Ka Reply Bohat Jaldi Kia Jaye Ga Shukria.